Mazloom Ka Matam Lyrics - Nadeem Sarwar - Noha 2020

Mazloom Ka Matam Noha Lyrics


Mazloom Ka Mataam Noha Lyrics | Nadeem Sarwar Nohay


Hussain ya hussain..(x6)

Kam na hoga....

Hussain ya hussain..(x2)

Kam na hoga....

Hussain ya hussain..(2x)


Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..(x2)

Hussain ya hussain..(x2)

Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga


Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..(x2)

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga


Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..(x3)


Sayyeda zainab ki yeh azaa hai

fatima zehra ki yeh dua hai.. (x2)

zainul ebaa ke dil ki sadaa hai..(x2)

ghum ye dil e zawwar mein hoga, hoga


Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..


Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..(x2)


Laashe pe sheh ke zainab ka waada

dekhegi duniya ab ye nazara.. (x2)

aye mere bhaiyya matam tumhara.. (x2)

shaam ke khooni darbaar mein hoga, hoga


Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..


Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..(x3)


Haan..

Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana

har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..

Hussain ya hussain..(x3)

Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana

har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..

sog tumhara jaari rahega..(x2)

matam ye saare sansaar mein hoga, hoga


Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..


Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..(x3)


Zahoor e Mahdi jis roz hoga

manzar wo kitna pursoz hoga.. (x2)

mimbar pe hoga waris hamara.. (x2)

matam phir unki sarkaar mein hoga, hoga


Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..


Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..(x2)

0 Comments